Kuch bhi bole bina smjhna hai ek adaa..
Aur bol k b naa smjhna bhi hai ek aur adaa..
Sath naa reh k bhi sath rehna hai ek adaa..
Aur sath ho k b paas naa rehna bhi hai ek aur adaa...
Saamne na reh k aankhon me rehna hai ek adaa...
Aur aankho me naa reh k bhi zehan me rehna bhi hai ek aur adaa...
Chupna, dikhna, chup reh k dekhte rehna hai ek adaa..
Aur naa sun k, sunna fir sunte rehna bhi hai ek aur adaa..

Comments
Post a Comment